Tanhai sangdil tanhai
sang lai yaad teri sang lai
baar baar ho bahaar phir se yaad aaisooni sooni raah dil ki jisne ji sajaitanha dil
roya re, dil roya reroya re, dil roya re
har taraf bikhre hain teri yaadon ke hi nishaanmeri har ek cheez mein hai teri hi parchaiyaantu hi hota hai, tu hi rehta hai, mujh mein har dam sadapass bhi tu hai, door bhi tu hi, hai yeh kaisi khalayaad ban ke ashq teri aankhon mein samaayiyaad ban ke ek hassi hothon pe bhi aayitanha dil roya re, dil roya reroya re, dil roya re
Chaand suraj bhi wahi hain, hai wahi aasmaanzindagi bhi chal rahi hai, chal raha hai jahaanmain hi thehra hun, khud mein simta hun, dil hai gum se bharabin tere kaise jiyun mein, kuch to de mashwarazindagaani aisi reh guzar pe mujhko laayisaaye se bhi ab tere ho gayi judaitanha dil roya re, dil roya reroya re, dil roya re
Thursday, September 27, 2007
Friday, September 21, 2007
Afreen afreen
Husn-e-jana ki tareef mumkin nahi, tu bhi dekhe agar to kahe hum-nasheen... Afreen afreen afreen afreen...
Aisa Dekha nahi khoobsoorat koi,
Jism jaise ajanta ki moorat koi,
Jism jaise nigaho ka jaadoo koi,
Jism nagma koi,
Jism khushboo koi,
jism jaise machalti hui raagini,
Jism jaise mehekti hui chandani,
jism jaise ki khilta hua ik kamal,
jism jaise ki sooraj ki pehli kiran,
jism tarsha hua dilkash-o-dil nasheensandali sandali, marmari marmari.
Aankhe dekhi to main dekhta reh gaya,
Jaam do aur dono hi do aatisha,
Aankhe yaan maikade ke wo do baab hain,
Aankhein unko kahun yaan kahun khaab hain,
Aankhein neechi hui to haya ban gayi,
Aankhein oonchi hui to dua ban gayi,
Aankhein jhuk kar uthi to kaza ban gayi,
Aankhein uth ker jhuki to ada ban gayi,
Aankhein jin mein hai faila aasmaan-o- zameen,nargisi nargisi, surmagi surmagi!!!
Aisa Dekha nahi khoobsoorat koi,
Jism jaise ajanta ki moorat koi,
Jism jaise nigaho ka jaadoo koi,
Jism nagma koi,
Jism khushboo koi,
jism jaise machalti hui raagini,
Jism jaise mehekti hui chandani,
jism jaise ki khilta hua ik kamal,
jism jaise ki sooraj ki pehli kiran,
jism tarsha hua dilkash-o-dil nasheensandali sandali, marmari marmari.
Aankhe dekhi to main dekhta reh gaya,
Jaam do aur dono hi do aatisha,
Aankhe yaan maikade ke wo do baab hain,
Aankhein unko kahun yaan kahun khaab hain,
Aankhein neechi hui to haya ban gayi,
Aankhein oonchi hui to dua ban gayi,
Aankhein jhuk kar uthi to kaza ban gayi,
Aankhein uth ker jhuki to ada ban gayi,
Aankhein jin mein hai faila aasmaan-o- zameen,nargisi nargisi, surmagi surmagi!!!
Subscribe to:
Posts (Atom)
